अभ्यास और प्रयोग Posted by Nitya on Jan 7, 2017 in Hindi Language
Abhyaas aur prayog. Review and application.
Last year पिछले साल (pichle saal) we हमने (humne) learned many new बहुत नये (bahut naye) Hindi (shabd seekhe). Why don’t we क्यों ना हम (kyon na hum) begin this year इस साल का आरंभ (is saal ka aarumbh) with a small quiz एक छोटी सी परीक्षा से करें (ek chhoti si pareeksha se kare)?
The following निम्नलिखित (nimn-likhit) conversation वार्तालाप (vaartalaap)has been put together by combining different parts from conversations in past blogs. How much do you remember? Test your mettle here. Post your responses in the comments section.
SCENE 1:
Arre Seema, sham-ko chhah baje mere ghar par milte hain.)
(Theek hai.)
(Arre, kahaan ho tum? Savaa-chhey baj gaye.)
(Haan, haan, bus paanch minute. Raaste mein samosay le aati hoon.)
SCENE 2:
(Mujhe bhook lag rahi hai.)
(Yeh lo, samosa khaao.)
(Chai peeogee?)
(Haan zaroor. Tumhare chai ka swaad kuch aur hai.)
SCENE 3:
(Kya baat hai? Pareshaan lag rahi ho.)
(Anjali ki chinta ho rahi hai.)
Kyon? Kya baat hai?)
(Aaj uski vigyaan ki pareeksha hai. Uski taiyyaari theek se nahin hui.)
(Badi hokar veh kya karna chaahti hai?)
(Doctor banna chaahti hai.)
Build vocabulary, practice pronunciation, and more with Transparent Language Online. Available anytime, anywhere, on any device.